SEARCH RESULTS
Showing search results for "طالب"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "طالب"
Ghazal
'taalib' ko ye kyaa ilm, karam hai ki sitam hai
jaane ke liye ruuTh, manaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
dekh kar Gair ko ho kyuu.n na kalejaa ThanDaa
naala kartaa thaa vale taalib-e-taasiir bhii thaa
Mirza Ghalib
Sher
yuu.n bhii tiraa ehsaan hai aane ke liye aa
ai dost kisii roz na jaane ke liye aa
Talib Baghpati
PAGE MATCHES FOR "طالب"
Tags
Student
Student
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "طالب"
Nazm
talib-ilm
KHudaa tujhe kisii tuufaa.n se aashnaa kar de
ki tere bahr kii maujo.n me.n iztiraab nahii.n
Allama Iqbal
Sher
mai.n baaG me.n huu.n taalib-e-diidaar kisii kaa
gul par hai nazar dhyaan me.n ruKHsaar kisii kaa
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
turbat me.n bhii aa.nkhe.n na hu.ii.n band hamaarii
aise tire ik taalib-e-diidaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
asar kare na kare sun to le mirii fariyaad
nahii.n hai daad kaa taalib ye banda-e-aazaad
Allama Iqbal
Tanz-o-Mazah
Aale Ahmad Suroor
Nazm
online aashiq
text jab aashiq-e-barqii kaa aTak jaataa hai
taalib-e-shauq to suulii pe laTak jaataa hai