SEARCH RESULTS
Showing search results for "فرنگ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "فرنگ"
Nazm
jawed ke nam
uThaa na shiishagaraan-e-fara.ng ke ehsaa.n
sifaal-e-hind se miinaa o jaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
hu.aa is tarah faash raaz-e-fara.ng
ki hairat me.n hai shiisha-baaz-e-fara.ng
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
parda uThaa duu.n agar chehra-e-afkaar se
laa na sakegaa fara.ng merii navaa.o.n kii taab
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "فرنگ"
MORE MATCHES FOR "فرنگ"
Ghazal
mujhe vo dars-e-far.ng aaj yaad aate hai.n
kahaa.n huzuur kii lazzat kahaa.n hijaab-e-daliil
Allama Iqbal
Ghazal
KHabar milii hai KHudaayaan-e-bahr-o-bar se mujhe
fara.ng rahguzar-e-sail-e-be-panaah me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
ba-qaul shaa.er-e-mulk-e-fara.ng har bachcha
KHud apne ahd-e-javaanii kaa baap hotaa hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Dhuu.nD rahaa hai fara.ng aish-e-jahaa.n kaa davaam
vaa.e-tamannaa-e-KHaam vaa.e-tamannaa-e-KHaam
Allama Iqbal
Short story
Premchand
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
fara.ng me.n ko.ii din aur bhii Thahar jaa.uu.n
mire junuu.n ko sambhaale agar ye viiraana
Allama Iqbal
Nazm
intiqam
ujlii ujlii uu.nchii diivaaro.n pe aks
un fara.ngii haakimo.n kii yaadgaar
Noon Meem Rashid
Ghazal
kis ne kahaa ki TuuT gayaa KHanjar-e-fara.ng
siine pe zaKHm-e-nau bhii hai daaG-e-kuhan ke saath