SEARCH RESULTS
Showing search results for "قلندروں"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "قلندروں"
Ghazal
hazaar KHauf ho lekin zabaa.n ho dil kii rafiiq
yahii rahaa hai azal se qalandaro.n kaa tariiq
Allama Iqbal
Khaka
Rasheed Ahmad Siddiqui
Nazm
tarana-e-reKHta
jap-jaap jogiyo.n kaa na.ara qalandaro.n kaa
tahziib mahfilo.n kii aur shor mai-kado.n kaa
Farhat Ehsas
PAGE MATCHES FOR "قلندروں"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "قلندروں"
Ghazal
qalandaro.n se milaa muzhda-e-subuk-ruuhii
jo bazm-e-hosh se nikle to sar-garaa.n nikle
Rais Amrohvi
Ghazal
qalandaro.n ke liye shahr kyaa hai sahraa kyaa
Garaz to Thor Thikaano.n se hai jahaa.n ho jaa.e.n
Irfan Waheed
Ghazal
qalandaro.n ne ulaT dii bisaat-e-mai-KHaana
na rind se hu.aa aur kuchh na paarsaa se hu.aa
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
hare bhare hai.n har ik haal me.n vo ai 'aKHtar'
qalandaro.n ko ko.ii Gam nahii.n hai kal ke liye
Akhtar Gwaliori
Ghazal
Rashid Aazar
Sher
ye log apne aduu ko bhii faiz dete hai.n
qalandaro.n kii jahaa.n me.n yahii tariiqat hai