SEARCH RESULTS
Showing search results for "لازم"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "لازم"
Ghazal
zabt laazim hai magar dukh hai qayaamat kaa 'faraaz'
zaalim ab ke bhii na ro.egaa to mar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
ham dekhe.nge
laazim hai ki ham bhii dekhe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mujh ko isii dhun me.n hai har lahza basar karnaa
ab aa.e vo ab aa.e laazim unhe.n aanaa hai
Jigar Moradabadi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
laazim honaa
लाज़िम होनाلازِم ہونا
ضروری ہونا، فرض ہونا (لازم کرنا (رک) کا لازم).
MORE MATCHES FOR "لازم"
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
dostii aap se laazim hai magar is ke liye
saarii duniyaa se adaavat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
ye soch kar ki tiraa intizaar laazim hai
tamaam-umr gha.Dii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
laazim thaa ki dekho miraa rastaa ko.ii din aur
tanhaa ga.e kyuu.n ab raho tanhaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
laazim nahii.n ki KHizr kii ham pairvii kare.n
jaanaa ki ik buzurg hame.n ham-safar mile
Mirza Ghalib
Marsiya
beTo.n ko thaa alii kaa ishaara ki baiTh jaa.o
laazim nahii.n ki vaaz me.n naanaa ko tum sataa.o
Meer Anees
Ghazal
zinda rahnaa hai to haalaat se Darnaa kaisaa
ja.ng laazim ho to lashkar nahii.n dekhe jaate