SEARCH RESULTS
Showing search results for "لبوں"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "لبوں"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
kabhi kabhi
tire labo.n se halaavat ke ghuu.nT pii letaa
hayaat chiiKHtii phirtii barahna sar aur mai.n
Sahir Ludhianvi
PAGE MATCHES FOR "لبوں"
MORE MATCHES FOR "لبوں"
Ghazal
lo phir tire labo.n pe usii bevafaa kaa zikr
ahmad-'faraaz' tujh se kahaa naa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Sher
jahaa.n me.n hone ko ai dost yuu.n to sab hogaa
tire labo.n pe mire lab ho.n aisaa kab hogaa
Shahryar
Sher
ham labo.n se kah na paa.e un se haal-e-dil kabhii
aur vo samjhe nahii.n ye KHaamushii kyaa chiiz hai
Nida Fazli
Ghazal
yahii vo shahr jo mere labo.n se boltaa thaa
yahii vo shahr jo merii zabaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
suuliyo.n par hamaare labo.n se pare
tere ho.nTo.n kii laalii lapaktii rahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ek ham hii nahii.n phirte hai.n liye qissa-e-Gam
un ke KHaamosh labo.n par bhii fasaane se mile