SEARCH RESULTS
Showing search results for "معانی"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "معانی"
Ghazal
tujh se kis tarah mai.n iz.haar-e-tamannaa kartaa
lafz suujhaa to mu.aanii ne baGaavat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
thaa zabt bahut mushkil is sail-e-ma.aanii kaa
kah Daale qalandar ne asraar-e-kitaab aaKHir
Allama Iqbal
Sher
tujh se kis tarah mai.n iz.haar-e-tamannaa kartaa
lafz suujhaa to ma.aanii ne baGaavat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
PAGE MATCHES FOR "معانی"
MORE MATCHES FOR "معانی"
Ghazal
mai.n ne hasrat se nazar bhar ke use dekh liyaa
jab samajh me.n na mohabbat ke ma.aanii aa.e
Saqi Amrohvi
Ghazal
raKHt-e-safar bhii hogaa mire saath shahr me.n
sahraa bhii shauq-e-naql-e-makaanii me.n aa.egaa
Iqbal Sajid
Ghazal
hariim-e-lafz-o-ma.aanii se nisbate.n bhii rahii.n
magar saliiqa-e-arz-e-hunar nahii.n aayaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Varun Anand
Nazm
hasan kuza-gar (2)
dil ke jiine ke bahaane ke sivaa aur nahii.n
harf sarhad hai.n jahaa.n-zaad ma.aanii sarhad
Noon Meem Rashid
Short story
Saadat Hasan Manto
Nazm
zohd aur rindi
kahte the ki pinhaa.n hai tasavvuf me.n sharii.at
jis tarah ki alfaaz me.n muzmar ho.n ma.aanii