SEARCH RESULTS
Showing search results for "ناصح"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ناصح"
Ghazal
ye kahaa.n kii dostii hai ki bane hai.n dost naaseh
ko.ii chaarasaaz hotaa ko.ii Gam-gusaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hu.ii hai hazrat-e-naaseh se guftuguu jis shab
vo shab zaruur sar-e-kuu-e-yaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "ناصح"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ناصح"
Ghazal
tuu KHudaa to nahii.n ai naaseh-e-naadaa.n meraa
kyaa KHataa kii jo kahaa mai.n ne na maanaa teraa
Dagh Dehlvi
Sher
Khumar Barabankavi
Ghazal
gar dil ko bas me.n paa.e.n to naaseh tirii sune.n
apnii to marg-o-ziist hai us bevafaa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
chashmak mirii vahshat pe hai kyaa hazrat-e-naaseh
tarz-e-nigah-e-chashm-e-fusuu.n-saaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
tanz o ta.ana o tohmat sab hunar hai.n naaseh ke
aap se ko.ii puuchhe ham ne kyaa buraa.ii kii