SEARCH RESULTS
Showing search results for "کرامات"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "کرامات"
Ghazal
daaman pe ko.ii chhii.nT na KHanjar pe ko.ii daaG
tum qatl karo ho ki karaamaat karo ho
Kaleem Aajiz
Sher
daaman pe ko.ii chhii.nT na KHanjar pe ko.ii daaG
tum qatl karo ho ki karaamaat karo ho
Kaleem Aajiz
Nazm
aadmi-nama
munkir bhii aadmii hu.e aur kufr ke bhare
kyaa kyaa karishme kashf-o-karaamaat ke liye
Nazeer Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "کرامات"
Afsancha
Saadat Hasan Manto
Ghazal
vaqt-e-Guruub aaj karaamaat ho ga.ii
zulfo.n ko us ne khol diyaa raat ho ga.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dil to bechain hai iz.haar-e-iraadat ke liye
kisii jaanib se kuchh iz.haar-e-karaamaat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
fikr-e-taKHliiq-e-suKHan masnad-e-raahat pe hafiiz
baa.is-e-kashf-o-karaamaat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
gum ho ke har jagah hai.n za-KHud raftagaan-e-ishq
un kii bhii ahl-e-kashf-o-karaamaat zaat hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
qatl ho jaatii hai is daur me.n dil kii aavaaz
mujh pe talvaar na TuuTii ye karaamaat hu.ii
Qaisarul Jafri
Ghazal
taqve bhii bahak jaave.n hai.n mahfil me.n tumhaarii
tum apnii in aa.nkho.n se karaamaat karo ho