SEARCH RESULTS
Showing search results for "گفتار"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "گفتار"
Ghazal
rahii na taaqat-e-guftaar aur agar ho bhii
to kis umiid pe kahiye ki aarzuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
jawab-e-shikwa
naaz hai taaqat-e-guftaar pe insaano.n ko
baat karne kaa saliiqa nahii.n naa-daano.n ko
Allama Iqbal
Ghazal
phir dekhiye andaaz-e-gul-afshaanii-e-guftaar
rakh de ko.ii paimaana-e-sahbaa mire aage
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "گفتار"
Nazm
saqi-nama
haqiiqat pe hai jaama-e-harf-e-ta.ng
haqiiqat hai aa.iina-e-guftaar-e-za.ng
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
anjum-e-kam-zau giraftaar-e-tilism-e-maahtaab
dekhtaa kyaa huu.n ki vo paik-e-jahaa.n-paimaa KHizr
Allama Iqbal
Nazm
lenin
guftaar ke usluub pe qaabuu nahii.n rahtaa
jab ruuh ke andar mutalaatum ho.n KHayaalaat
Allama Iqbal
Nazm
KHitab ba-jawanan-e-islam
تجھے آبا سے اپنے کوئي نسبت ہو نہيں سکتي
کہ تو گفتار وہ کردار ، تو ثابت وہ سےارا
Allama Iqbal
Nazm
mard musalman
ہرلحظہ ہے مومن کي نئي شان، نئي آن
گفتار ميں، کردار ميں، اللہ کي برہان!
Allama Iqbal
Ghazal
kahii.n zikr rahtaa hai 'iqbaal' teraa
fusuu.n thaa ko.ii terii guftaar kyaa thii