SEARCH RESULTS
Showing search results for "अहल-ए-हवस"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "अहल-ए-हवस"
Sher
ahl-e-havas to KHair havas me.n hu.e zaliil
vo bhii hu.e KHaraab, mohabbat jinho.n ne kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
yaarab saraab-e-ahl-e-havas se najaat de
mujh ko sharaab de unhe.n aab-e-hayaat de
Sirajuddin Zafar
Sher
avval avval KHuub dau.Dii kashtii-e-ahl-e-havas
aaKHir aaKHir Duub marne kaa maqaam aa hii gayaa
Natiq Gulavthi
Kulliyat
rasaate ho aate ho ahl-e-havas me.n
maza ras me.n hai loge kyaa tum kuras me.n
Meer Taqi Meer
MORE MATCHES FOR "अहल-ए-हवस"
Ghazal
masarrato.n ko ye ahl-e-havas na kho dete
jo har KHushii me.n tire Gam ko bhii samo dete
Majrooh Sultanpuri
Sher
kis darja munaafiq hai.n sab ahl-e-havas 'saaqib'
andar se to patthar hai.n aur lagte hai.n paanii se
Asif Saqib
Ghazal
ye daur-e-ahl-e-havas hai karam se kaam na le
jafaa se kaam le zaalim vafaa kaa naam na le
Shamim Jaipuri
Ghazal
hame.n sab ahl-e-havas naa-pasand rakhte hai.n
ki ham navaa-e-mohabbat buland rakhte hai.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ahl-e-havas ke haatho.n na ye kaarobaar ho
aabaad ho.n sitaare zamii.n regzaar ho
Hasan Najmi Sikandarpuri
Sher
khaa ga.ii ahl-e-havas kii vaz.a ahl-e-ishq ko
baat kis kii rah ga.ii ko.ii aduu sachchaa na ham
Natiq Gulavthi
Ghazal
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
kal isii bastii me.n kuchh ahl-e-vafaa hote to the
is qadar ahl-e-havas kii garm-baazaarii na thii