SEARCH RESULTS
Showing search results for "आलम-ए-एहतिज़ार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "आलम-ए-एहतिज़ार"
Ghazal
tum ne shab-e-firaaq me.n dekhii.n nahii.n jo haalate.n
aaj vo aa ke dekh lo aalam-e-ehtizaar me.n
Saqib Lakhnavi
Ghazal
'aalam'-e-shauq me.n shaamil hai zamaane kii ramaq
saahab-e-zauq samajhdaar sune.n Gaur kare.n
Afroz Alam
Ghazal
duniyaa kaa chalan dekh ke lagtaa to yahii hai
ab kuchh bhii nahii.n aalam-e-asbaab se aage
Alam Khursheed
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "आलम-ए-एहतिज़ार"
Ghazal
mujrim ko 'adaalat se dilaa denaa rihaa.ii
'aalam' ye vakiilo.n ke liye kuchh bhii nahii.n hai
Aalam Nizami
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
mai.n safiiraan-e-mohabbat kii sadaa huu.n 'aalam'
mar bhii jaa.uu.n to zamaane ko sunaa.ii duu.ngaa
Aalam Nizami
Ghazal
'aalam' dil-e-asiir ko samjhaa.uu.n kis tarah
kam-baKHt e'tibaar ke qaabil nahii.n hai vo
Alam Khursheed
Ghazal
ye khel sirf tumhii.n khelte nahii.n 'aalam'
sabhii KHalaa me.n lakiire.n banaate rahte hai.n
Alam Khursheed
Ghazal
chashme kii tarah 'aalam' ash.aar phuuTte hai.n
koh-e-giraa.n kii suurat me.n bhii ubal rahaa huu.n