SEARCH RESULTS
Showing search results for "इशारों"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "इशारों"
Ghazal
vo ek rishta-e-benaam bhii nahii.n lekin
mai.n ab bhii us ke ishaaro.n pe sar jhukaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Sher
bikhrii hu.ii vo zulf ishaaro.n me.n kah ga.ii
mai.n bhii shariik huu.n tire haal-e-tabaah me.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
tuu ne kitno.n ko nachaayaa hai ishaaro.n pe magar
mai.n ne ai 'ishq ye mujraa nahii.n hone denaa
Amir Ameer
Short story
Rajinder Singh Bedi
Sher
ye kah rahii hai ishaaro.n me.n gardish-e-garduu.n
ki jald ham ko.ii saKHt inqalaab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
PAGE MATCHES FOR "इशारों"
MORE MATCHES FOR "इशारों"
Ghazal
jaise tuu hukm kare dil miraa vaise dha.Dke
ye gha.Dii tere ishaaro.n se milaa rakkhii hai
Anwar Masood
Ghazal
ye kis ne mujh ko bas me.n kar liyaa hai
ishaaro.n par mai.n kis ke chal rahaa huu.n
Jahangeer nayab
Ghazal
kis tarah kare.n tujh se gila tere sitam kaa
mad.hosh ishaaro.n ne bhii dil to.D diyaa hai
Mahesh Chandra Naqsh
Nazm
guftugu (Hind Pak dosti ke nam)
chashm o abruu ke ishaaro.n me.n mohabbat hogii
nafrat uTh jaa.egii mehmaan muravvat hogii