SEARCH RESULTS
Showing search results for "उम्मीद-वार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "उम्मीद-वार"
Sher
na jaane kis liye ummiid-vaar baiThaa huu.n
ik aisii raah pe jo terii rahguzar bhii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Sher
KHud rahm kiijiye dil-e-ummiid-vaar par
aaphii nikaaliye ko.ii suurat nibaah kii
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
qayaamat hai jo aise par dil-e-ummiid-vaar aa.e
jise va.ade se nafrat ho jise milne se aar aa.e
Bekhud Dehlvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "उम्मीद-वार"
Ghazal
haTaa.o aa.ina ummiid-vaar ham bhii hai.n
tumhaare dekhne vaalo.n me.n yaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Rubai
rahmat kaa tere ummiid-vaar aayaa huu.n
mu.nh Dhaa.npe kafan me.n sharmsaar aayaa huu.n
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
jafaa pe shukr kaa ummiid-vaar kyuu.n aayaa
mirii vafaa kaa use e'tibaar kyuu.n aayaa
Shauq Qidvai
Ghazal
ummiid-vaar-e-lutf nahii.n hai.n kisii se ham
maayuus is liye bhii nahii.n zindagii se ham
Naresh Kumar Dard
Ghazal
taGaaful aap kaa sheva sahii magar kuchh to
KHayaal-e-KHaatir-e-ummiid-vaar honaa thaa
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
ummiid-vaar-e-chaah-e-zanaKHdaan-e-yaar huu.n
mai.n tishna-lab huu.n sharbat-e-diidaar kii qasam