SEARCH RESULTS
Showing search results for "उरूस-ए-दहर"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "उरूस-ए-दहर"
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
shaitaan ne dikhaa ke jamaal-e-uruus-e-dahr
banda banaa diyaa hai tujhe hubb-e-jaah kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
uruus-e-dahr chale khaa ke Thokare.n lekin
qadam qadam pe javaanii ubal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
chaman me.n phuul khile baaG me.n bahaar aa.ii
uruus-e-dahr ne goyaa pahan liyaa gahnaa
Shad Azimabadi
Ghazal
uruus-e-dahr ko aayaa thaa pyaar ham par bhii
ye besvaa thii kisii shab nisaar ham par bhii
Akbar Allahabadi
MORE MATCHES FOR "उरूस-ए-दहर"
Ghazal
uruus-e-dahr kii zulfe.n sa.nvaarne vaalo
kuchh apne haal-e-pareshaa.n kaa bhii tumhe.n Gam hai
Faizi Nizam Puri
Ghazal
uruus-e-dahr se buu-e-vafaa nahii.n aatii
bhalaa jigar kaa mai.n us ke izaala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
uTho sa.nvaaro nikhaaro hayaat-e-nau baKHsho
uruus-e-dahr kii aa.nkho.n me.n hai KHumaar abhii
Jaleel Sherkoti
Ghazal
qaa.il huu.n mai.n kashish kaa tirii ai uruus-e-dahr
daam-e-fareb shauq me.n laatii chalii ga.ii
Raushan Banarasi
Ghazal
uruus-e-dahr dikhaatii hai kyo.n jamaal mujhe
mire junuu.n ko to is but se vaasta bhii nahii.n
Vahshi Kanpuri
Ghazal
ishve tire hai.n KHuub magar ai uruus-e-dahr
jo tujh se be-niyaaz hai.n un kaa maqaam dekh
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
uruus-e-dahr ko Gaaza bhii chaahiye lekin
Gubaar-e-jaada-e-amn-o-amaa.n nahii.n miltaa
Basit Bhopali
Ghazal
kamra-e-taqdiir me.n aatii uruus-e-aarzuu
vaqt-e-naa-hanjaar kaa jo faisla hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
rangii.n-adaa-e-dahr kii gardan maro.D do
naasuur-e-zindagii hai to zaKHmo.n ko pho.D do