SEARCH RESULTS
Showing search results for "कर्बला"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "कर्बला"
Nazm
dosti ka hath
tumhe.n bhii zo.am mahaa-bhaartaa la.Dii tum ne
hame.n bhii faKHr ki ham karbalaa ke aadii hai.n
Ahmad Faraz
Marsiya
maidaan-e-karbalaa hai namuuna bahisht kaa
hairaa.n zamii.n ke nuur se hai charKH-e-laajvard
Meer Anees
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
taariiKH-e-karbalaa-e-suKHan! dekhnaa ki mai.n
KHuun-e-jigar se likh ke varaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Sher
zamiin jab bhii hu.ii karbalaa hamaare liye
to aasmaan se utraa KHudaa hamaare liye
Obaidullah Aleem
PAGE MATCHES FOR "कर्बला"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "कर्बला"
Ghazal
na harf-e-haq, na vo mansuur kii zabaa.n, na vo daar
na karbalaa, na vo kaTte saro.n ke nazraane
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
qatl-e-husain asl me.n marg-e-yaziid hai
islaam zinda hotaa hai har karbalaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Sher
phir karbalaa ke baa'd dikhaa.ii nahii.n diyaa
aisaa ko.ii bhii shaKHs ki pyaasaa kahe.n jise
Munawwar Rana
Sher
qatl-e-husain asl me.n marg-e-yaziid hai
islaam zinda hotaa hai har karbalaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Sher
vaqaar-e-KHuun-e-shahiidaan-e-karbalaa kii qasam
yaziid morcha jiitaa hai ja.ng haaraa hai
Divakar Rahi
Ghazal
jo shaam aa.ii to phir shaam kaa lagaa darbaar
jo din hu.aa to vo din karbalaa saa lagtaa hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
ho rahii.n hai.n shahaadate.n mujh me.n
aur mai.n chup huu.n karbalaa kii tarah