SEARCH RESULTS
Showing search results for "कशमकश-ए-ज़िंदगी"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "कशमकश-ए-ज़िंदगी"
Ghazal
tang aa chuke hai.n kashmakash-e-zindagii se ham
Thukraa na de.n jahaa.n ko kahii.n be-dilii se ham
Sahir Ludhianvi
Sher
ta.ng aa chuke hai.n kashmakash-e-zindagii se ham
Thukraa na de.n jahaa.n ko kahii.n be-dilii se ham
Sahir Ludhianvi
Nazm
shikast
gurez kashmakash-e-zindagii se mardo.n kii
agar shikast nahii.n hai to aur kyaa hai shikast
Allama Iqbal
Ghazal
jo hai.n buland hausla kahte nahii.n kabhii
tang aa ga.e hai.n kashmakash-e-zindagii se ham
Naseer Ahmad Ansari
Ghazal
ghabraa gayaa thaa kashmakash-e-zindagii se mai.n
mushkil ko merii aap ne aasaa.n banaa diyaa
Sabit Khairabadi
PAGE MATCHES FOR "कशमकश-ए-ज़िंदगी"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "कशमकश-ए-ज़िंदगी"
Ghazal
ta.ng aa chukaa ho kashmakash-e-zindagii se jo
kyaa mah-vasho.n se kaam use dilrubaa se kyaa
Ameer Chand Bahar
Sher
masruur ho rahe hai.n Gam-e-aashiqii se ham
kyuu.n ta.ng ho.nge kashmakash-e-zindagii se ham
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Sher
zindagii kashmakash-e-vaqt me.n guzrii apnii
din ne jiine na diyaa raat ne marne na diyaa
Ram Riyaz
Ghazal
tere dam se thii bahaar-e-zindagii jaan-e-bahaar
zindagii baar-e-garaa.n hai ab tire jaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
dil kaa qaraar chhiin liyaa kis kii yaad ne
ye zindagii-e-hijr musiibat hai kyaa karuu.n