SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ातिर-ए-मासूम"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ख़ातिर-ए-मासूम"
Ghazal
'KHaatir' varaq varaq thaa mirii ziist kaa siyaah
anjaam-e-kaar jaan ke kholii na Diary
Khatir Hafizi
Ghazal
'ma.asuum' lage ho.nge jinhe.n zaKHm-e-mohabbat
mahsuus kare.nge mire ash.aar kii KHushbuu
Masoom Ansari
MORE MATCHES FOR "ख़ातिर-ए-मासूम"
Ghazal
'ma.asuum' ye bhii apne muqaddar kii baat hai
un kaa milaa suraaG to apnaa pataa na thaa
Masoom Sharqi
Ghazal
jin kaa sar dekh ke kaase kaa gumaa.n ho 'ma.asuum'
vo bhii is daur me.n dastaar-e-anaa chaahte hai.n
Masoom Ansari
Sher
Masoom Sharqi
Ghazal
charaaG-e-jaa.n kaa muqaddar ho jo bhii ai 'ma.asuum'
havaa ke saamne masruuf-e-imtihaan to hai
Masoom Ansari
Ghazal
usuul-e-mai-kashii 'ma.asuum' ko sikhaa.e.n na aap
vo pii chukaa hai bahut aur bahak chukaa hai bahut
Masoom Sharqi
Ghazal
'ma.asuum' meraa sher thaa yaa mauj-e-be-qaraar
ghar baiThe saare shahr me.n rusvaa.ii ho ga.ii
Masoom Ansari
Ghazal
'ma.asuum' nafrato.n kaa ye phailaa hu.aa Gubaar
Dar hai ki meraa naqsh-e-mohabbat miTaa na de