SEARCH RESULTS
Showing search results for "गुज़िश्ता"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "गुज़िश्ता"
Ghazal
tamaam ilm ziist kaa guzishtagaa.n se hii hu.aa
amal guzishta daur kaa misaal me.n milaa mujhe
Muneer Niyazi
Sher
har nafas umr-e-guzishta kii hai mayyat 'faanii'
zindagii naam hai mar mar ke jiye jaane kaa
Fani Badayuni
PAGE MATCHES FOR "गुज़िश्ता"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "गुज़िश्ता"
Marsiya
hazrat ko ilm-e-Gaib hai yaa shaah-e-ins-o-jaa.n
aa.inda o guzishta kaa sab haal hai ayaa.n
Meer Anees
Ghazal
har nafas umr-e-guzishta kii hai mayyat 'faanii'
zindagii naam hai mar mar ke jiye jaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
talKHii-e-daur-e-guzishtaa kaa tasavvur kar ke
dil ko phir maa.il-e-fariyaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
taa-lamha-e-guzishtaa ye jism aur saa.e
zinda the raa.egaa.n me.n jo kuchh thaa raa.egaa.n thaa
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Faraz
Nazm
sochne do
aur yaad aa.e to mahbuub-e-guzishta yaad aa.e
ruu-ba-ruu aane se jii ghabraa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar(3)
tamaam rafta o guzishta suurto.n, tamaam haadso.n
ke sust qaafile
Noon Meem Rashid
Sher
guzishta saal ko.ii maslahat rahii hogii
guzishta saal ke sukh ab ke saal de maulaa