SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़ौक़-ए-तमाशा-ए-जमाल"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ज़ौक़-ए-तमाशा-ए-जमाल"
Ghazal
KHvaab me.n bhii ham ko hai zauq-e-tamaashaa-e-jamaal
diida-e-bedaar dil hai chashm-e-Gaafil se alag
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
Hafeez Shahid
Ghazal
fazaa-e-zauq-e-tamaashaa hai sar-basar mahduud
vasii.a daa.era-e-husn aur nazar mahduud
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Sher
umr sab zauq-e-tamaashaa me.n guzaarii lekin
aaj tak ye na khulaa kis ke talabgaar hai.n ham
Muztar Khairabadi
PAGE MATCHES FOR "ज़ौक़-ए-तमाशा-ए-जमाल"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ज़ौक़-ए-तमाशा-ए-जमाल"
Ghazal
pak.Daa gayaa mai.n zauq-e-tamaashaa ke zor me.n
hotaa hai yuu.n bhii farq 'zafar' chor chor me.n
Zafar Iqbal
Ghazal
ek markaz pe miraa zauq-e-tamaashaa na rahaa
abhii parda na rahaa thaa abhii jalva na rahaa
Basit Bhopali
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
hai vaj.h-e-tamaashaa-e-jahaa.n dil-shikanii bhii
manzuur hai ai dost! ye neze kii anii bhii
Mohsin Bhopali
Ghazal
hukm-e-sayyaad hai taa-KHatm-e-tamaashaa-e-bahaar
saarii duniyaa kahe bulbul na kahe haa.e bahaar
Qamar Jalalvi
Non prevalent Sher
'asad' bahaar-e-tamaashaa-e-gulistaan-e-hayaat
visaal-e-laala azraan-e-sarv-qaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
dil mahv-e-tamaashaa-e-lab-e-baam nahii.n hai
paiGaam ba-andaaz-e-paiGaam nahii.n hai
Nazar Hyderabadi
Ghazal
haa.e re zauq-e-tamaashaa-e-jamaal
KHud tamaashaa huu.n tamaashaa dekhiye