SEARCH RESULTS
Showing search results for "तलाश-ए-रिज़्क़"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तलाश-ए-रिज़्क़"
Sher
talaash-e-rizq kaa ye marhala ajab hai ki ham
gharo.n se duur bhii ghar ke liye base hu.e hai.n
Arif Imam
Ghazal
talaash-e-rizq me.n diivaan kartaa rahtaa huu.n
abhii safar nahii.n saamaan kartaa rahtaa huu.n
Asad Badayuni
Ghazal
Imran Ali Khan Imran
Nazm
ek bimar subh
chahchahaate Gol chi.Diyo.n ke
talaash-e-rizq me.n jaate hu.e dekho
Rashid Jamaal Farooqi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "तलाश-ए-रिज़्क़"
Ghazal
jagah jagah se nivaale uThaane pa.Dte hai.n
talaash-e-rizq kii begaar apnii hotii hai
Azlan shah
Ghazal
'shaahid' talaash-e-rizq hai taa.ir kii justujuu
paanii mujhe jahaa.n nazar aayaa utar gayaa
Saleem Shahid
Ghazal
talaash-e-rizq me.n ghar se nahii.n nikaltaa agar
to karnaa pa.Dtaa mayassar pe inhisaar mujhe
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
talaash-e-rizq me.n bhaTke hu.e parindo.n ko
mai.n jeb KHarch se daanaa khilaayaa kartaa thaa
Abbas Tabish
Ghazal
talaash-e-rizq me.n u.Dte hai.n chaar-suu lekin
parind apnii nigaaho.n me.n jaal rakhte hai.n
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
badan se lipTe rahe be-zamiiniyo.n ke azaab
talaash-e-rizq kii KHaatir jidhar jidhar bhii ga.e
Ashfaq Husain
Ghazal
Inayat Ameen
Ghazal
talaash-e-rizq me.n aa.e na jis me.n kotaahii
ilaahii de vahii parvaaz-e-taa.iraana mujhe