SEARCH RESULTS
Showing search results for "तारीख़"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तारीख़"
Sher
ye jabr bhii dekhaa hai taariiKH kii nazro.n ne
lamho.n ne KHataa kii thii sadiyo.n ne sazaa paa.ii
Muzaffar Razmi
Ghazal
Waseem Barelvi
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
qadr ab tak tirii taariiKH ne jaanii hii nahii.n
Kaifi Azmi
PAGE MATCHES FOR "तारीख़"
MORE MATCHES FOR "तारीख़"
Ghazal
aaKHir hai.n kaun log jo baKHshe hii jaa.e.nge
taariiKH ke haraam se tauba kiye baGair
Jaun Eliya
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
raahate.n aur bhii hai.n vasl kii raahat ke sivaa
an-ginat sadiyo.n ke taariik bahiimaana tilism
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Andaleeb Shadani
Qita
taariiKH ne qaumo.n ko diyaa hai yahii paiGaam
haq maa.ngnaa tauhiin hai haq chhiin liyaa jaa.e
Jaun Eliya
Short story
Saadat Hasan Manto
Ghazal
sirf taariiKH bataane ke liye zinda huu.n
ab miraa ghar me.n bhii honaa hai calendar honaa
Munawwar Rana
Nazm
magar zulm ke KHilaf
taariiKH jaantii hai zamaana gavaah hai
kuchh kor-baatino.n kii nazar ta.ng hii sahii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ek taariiKH muqarrar pe to har maah mile
jaise daftar me.n kisii shaKHs ko tanKHvaah mile