SEARCH RESULTS
Showing search results for "दफ़्न"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दफ़्न"
Ghazal
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
Bahadur Shah Zafar
PAGE MATCHES FOR "दफ़्न"
MORE MATCHES FOR "दफ़्न"
Sher
saat sanduuqo.n me.n bhar kar dafn kar do nafrate.n
aaj insaa.n ko mohabbat kii zaruurat hai bahut
Bashir Badr
Sher
dafn kar saktaa huu.n siine me.n tumhaare raaz ko
aur tum chaaho to afsaana banaa saktaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Sher
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
insaan ye samjhe.n ki yahaa.n dafn KHudaa hai
mai.n aise mazaaro.n kii ziyaarat nahii.n kartaa