SEARCH RESULTS
Showing search results for "दरवेश"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दरवेश"
Nazm
jawab-e-shikwa
aql hai terii sipar ishq hai shamshiir tirii
mire darvesh KHilaafat hai jahaa.ngiir tirii
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "दरवेश"
Ghazal
darvesh-e-KHudaa-mast na sharqii hai na Garbii
ghar meraa na dillii na safaahaa.n na samarqand
Allama Iqbal
Ghazal
charaaG-e-hujra-e-darvesh kii bujhtii hu.ii lau
havaa se kah ga.ii hai ab tamaashaa KHatm hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
dil vo darvesh hai jo aa.nkh uThaataa hii nahii.n
us ke darvaaze pe sau ahl-e-karam aate hai.n
Bashir Badr
Ghazal
hadiis-e-dil kisii darvesh-e-be-galiim se puuchh
KHudaa kare tujhe tere maqaam se aagaah