SEARCH RESULTS
Showing search results for "दिल-आज़ारी"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दिल-आज़ारी"
Ghazal
miraa iKHlaas bhii ik vaj.h-e-dil-aazaarii hai
banda-parvar mujhe ehsaas-e-gunahgaarii hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Rabia Basri
Ghazal
Talib Baghpati
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "दिल-आज़ारी"
Mazahiya
Ameerul Islam Hashmi
Nazm
fabe-ayye aalaye rabbikuma tukazziban
dil-aazaarii bhii ik fan hai
aur kuchh log to
Parveen Shakir
Sher
us kii to dil-aazaarii be-hech hii thii yaaro
kuchh tum ko hamaarii bhii taqsiir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Nazm
jawab-e-shikwa
tuu samajhtaa hai ye saamaa.n hai dil-aazaarii kaa
imtihaa.n hai tire iisaar kaa KHuddaarii kaa
Allama Iqbal
Ghazal
rahe.nge hashr tak mamnuun-e-ehsaan-e-dil-aazaarii
KHuluus-e-ishq par ye qiimtii in.aam kyaa kahiye
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
ek alamat
ye mai-e-naab pur-asraar bhii hai tez bhii hai
kuchh to hai vaj.h-e-dil-aazaarii-o-aaha.ng-o-satez
Mustafa Zaidi
Ghazal
harf us paikar-e-gul par na thaa aane vaalaa
us ko sharminda kiyaa rasm-e-dil-aazaarii ne