SEARCH RESULTS
Showing search results for "दीद"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दीद"
PAGE MATCHES FOR "दीद"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "दीद"
Ghazal
is diid kii saa.at me.n ka.ii rang hai.n larzaa.n
mai.n huu.n ki ko.ii aur hai duniyaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
mujh ko bhii shauq thaa na.e chehro.n kii diid kaa
rasta badal ke chalne kii aadat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sab maya hai
haa.n gaahe gaahe diid kii daulat haath aa.ii
yaa ek vo lazzat naam hai jis kaa rusvaa.ii
Ibn e Insha
Ghazal
maanaa ki terii diid ke qaabil nahii.n huu.n mai.n
tuu meraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
Qita
na diid hai na suKHan ab na harf hai na payaam
ko.ii bhii hiila-e-taskii.n nahii.n aur aas bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
saa.at-e-diid ki aariz hai.n gulaabii ab tak
avvalii.n lamho.n ke gulnaar hijaabo.n kii tarah