SEARCH RESULTS
Showing search results for "नारा-ए-तकबीर"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "नारा-ए-तकबीर"
Ghazal
naara-e-takbiir bhii zaahid nisaar-e-naGma hai
kis qadar allaahu-akbar e'tibaar-e-naGma hai
Aziz Hyderabadi
Ghazal
raahil huu.n musalmaan ba-sad-naara-e-takbiir
ye qaafila ye baa.ng-e-daraa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "नारा-ए-तकबीर"
MORE MATCHES FOR "नारा-ए-तकबीर"
Ghazal
dono.n-jaanib se musalmaan the marne vaale
aap ko naara-e-takbiir se andaaza hu.aa
Irfanullah Irfan
Ghazal
shab ga.ii aa.ii sahar shor-e-azaa.n hai 'aaGaa'
phir kiyaa naara-e-takbiir ne bedaar mujhe
Agha Naginwi
Ghazal
har baar madad ke liye auro.n ko pukaaraa
yaa kaam liyaa naara-e-takbiir se ham ne
Zafar Iqbal
Ghazal
tiin sau terah ke jaise shart hai.n ausaaf bhii
fat.h naa-mumkin hai KHaalii naara-e-takbiir par
Abdus Sattar Danish
Ghazal
ilaahii de hame.n nusrat ki ham tere bharose par
zabaa.n par aaj rakh kar naara-e-takbiir aa.e hai.n