SEARCH RESULTS
Showing search results for "नीलाम"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "नीलाम"
Ghazal
ajab haalaat the yuu.n dil kaa saudaa ho gayaa aaKHir
mohabbat kii havelii jis tarah niilaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
niilaam ho rahaa thaa kisii naaznii.n kaa pyaar
qiimat nahii.n chukaa.ii ga.ii ik Gariib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mai.n apnii zaat me.n niilaam ho rahaa huu.n 'qatiil'
Gam-e-hayaat se kah do KHariid laa.e mujhe
Qateel Shifai
Nazm
chakle
ye kuuche ye niilaam ghar dilkashii ke
ye luTte hu.e kaarvaa.n zindagii ke
Sahir Ludhianvi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
har parbat ko har saagar ko
niilaam cha.Dhaate phirte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
MORE MATCHES FOR "नीलाम"
Ghazal
apnii har saa.ns ko niilaam kiyaa hai mai.n ne
log aasaan hu.e hai.n ba.Dii dushvaarii se
Rahat Indori
Nazm
fankar
aaj dukkaan pe niilaam uThegaa un kaa
tuu ne jin giito.n pe rakhii thii mohabbat kii asaas
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mirii zaruurat ne fan ko niilaam kar diyaa hai
to log merii anaa kii qiimat lagaa rahe hai.n
Meraj Faizabadi
Nazm
adna sa basi
kal meraa niilaam kiyaa thaa Gairo.n ne
aaj to mere apne beche dete hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
ishq me.aar-e-vafaa ko nahii.n kartaa niilaam
varna idraak ne dikhlaa.e the raste kyaa kyaa