SEARCH RESULTS
Showing search results for "नूर-ए-हयात"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "नूर-ए-हयात"
Ghazal
jahaa.n kisii ko bhii apnaa pataa nahii.n miltaa
vajuud-e-'nuur' vahii.n be-nishaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
Qaisar hayat
Ghazal
behoshiyo.n ko nii.nd se nisbat zaruur hai
kuchh KHaar bhii bichhaa le ridaa-e-hayaat par
Noor Taqi Noor
Ghazal
tumhaare jalve pe mauquuf hai nizaam-e-hayaat
agarche tuur kaa qissa mujhe bhii azbar hai
Noor Mohammad Noor
MORE MATCHES FOR "नूर-ए-हयात"
Ghazal
aa.o kuchh hausla-e-dil se bhii le.n kaam ai 'nuur'
kab tak ab hasrat-e-naakaam se baate.n ho.ngii
Noor Mohammad Noor
Ghazal
a.ndheraa phir na rahegaa diye jalaa.o to
ruKH-e-hayaat se ik ik naqaab uThaa.o to
Noor Indori
Ghazal
rasm-e-ulfat me.n yahii hotaa hai aksar ai 'nuur'
Duub jaate hai.n safiine to KHabar hotii hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
kyuu.n 'nuur' jhukaate kahii.n apnaa sar-e-aqdas
dar teraa jo sajde ko banaa mere liye hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
KHaa lii shikast fat.h-e-mubii.n ke yaqiin se
haa.n 'nuur' ab ke himmat-e-mardaa.n liye hu.e
Noor Mohammad Noor
Ghazal
ai 'nuur' mujhe kuchh to bharosa hai zabaa.n par
kuchh baKHt-e-sa.aadat mujhe garmaa.e hu.e hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
mai.n to aavaaz thaa kaise nazar aataa ai 'nuur'
sirf rusvaa.ii-e-arbaab-e-nazar honii thii