SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-गुल-ए-मुराद"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "बे-गुल-ए-मुराद"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Mukhammas
''vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki is shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n''
Ain Seen
Nazm
gul-e-be-ghairat
ik ajab shaan se jote hu.e kheto.n ke qariib
khil rahe hai.n harii shaaKHo.n pe gul-e-be-Gairat
Salam Sandelvi
Nazm
main aur shahr
sa.Dko.n pe be-shumaar gul-e-KHuu.n pa.De hu.e
pe.Do.n kii Daaliyo.n se tamaashe jha.De hu.e
Muneer Niyazi
Ghazal
bikte hai.n shahr me.n gul-e-be-KHaar har taraf
hai baaGbaa.n kii garmii-e-baazaar har taraf
Mushafi Ghulam Hamdani
PAGE MATCHES FOR "बे-गुल-ए-मुराद"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "बे-गुल-ए-मुराद"
MORE MATCHES FOR "बे-गुल-ए-मुराद"
Sher
nasrii.n me.n ye mahak hai na ye nastaran me.n hai
buu-e-gul-e-muraad tire pairahan me.n hai
Aziz Hyderabadi
Ghazal
mai.n baa-vafaa hii rahaa rah ke be-vafaa.o.n me.n
gul-e-bahaar kii suurat khilaa KHizaa.o.n me.n
Ashraf Gul
Ghazal
na.ii fazaa.e.n na.ii nik.hate.n na.ii raahe.n
gul-e-muraad se daaman ko mushk-baar kare.n
Aziz Badayuni
Ghazal
kahii.n hai buu-e-tamannaa gul-e-muraad kahii.n
nihaal dil kaa hai phailaa.o gulsitaa.n kii tarah
Muneer Bhopali
Ghazal
Sadique Naseem
Ghazal
palaT ke aa.e kabhii us kii yaad kaa mausam
gul-e-muraad ko ra.ng-e-jamaal de jaa.e
Hafeez Shahid
Ghazal
bahaar me.n bhii mayassar gul-e-muraad nahii.n
ye naa-muraadii-e-daaman hai kyaa kiyaa jaa.e