SEARCH RESULTS
Showing search results for "लहरा"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "लहरा"
Ghazal
lahraa rahii hai barf kii chaadar haTaa ke ghaas
suuraj kii shah pe tinke bhii bebaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
lahraa ke jhuum jhuum ke laa muskuraa ke laa
phuulo.n ke ras me.n chaa.nd kii kirne.n milaa ke laa
Abdul Hamid Adam
Nazm
shikast-e-tauba
saaqii kii har nigaah pe bal khaa ke pii gayaa
lahro.n se kheltaa hu.aa lahraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Short story
Saadat Hasan Manto
PAGE MATCHES FOR "लहरा"
MORE MATCHES FOR "लहरा"
Short story
Saadat Hasan Manto
Ghazal
ha.ns ha.ns ke jaam jaam ko chhalkaa ke pii gayaa
vo KHud pilaa rahe the mai.n lahraa ke pii gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kisii kaa zulf ko lahraa ke chalnaa uf tauba
sharaab-e-naab azal ke nashe me.n mast parii
Shahzad Qais
Ghazal
jahaa.n hai maujzan ra.ngiinii-e-husn
vahii.n dil kaa ka.nval lahraa rahaa hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
yaad-e-aligarh
kahaanii nigaaho.n me.n lahraa rahii thii
mohabbat mohabbat ko samjhaa rahii thii
Aabidullah Ghazi
Ghazal
ik ruup mire KHvaab me.n lahraa saa gayaa thaa
phir dil me.n ko.ii chiiz salaamat nahii.n dekhii