SEARCH RESULTS
Showing search results for "सँवारे"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "सँवारे"
Nazm
urdu
hai 'zauq' kii azmat ki diye mujh ko sahaare
'chakbast' kii ulfat ne mire KHvaab sa.nvaare
Iqbal Ashhar
Ghazal
baap larzaa.n hai ki pahu.nchii nahii.n baaraat ab tak
aur ham-joliyaa.n dulhan ko sa.nvaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "सँवारे"
MORE MATCHES FOR "सँवारे"
Sher
kuchh aur bhii hai.n kaam hame.n ai Gam-e-jaanaa.n
kab tak ko.ii uljhii hu.ii zulfo.n ko sa.nvaare
Habib Jalib
Ghazal
'Gaalib' KHudaa kare ki savaar-e-samand-e-naaz
dekhuu.n alii bahaadur-e-aalii-guhar ko mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kaam ban jaa.e agar zulf-e-junuu.n ban jaa.e
is liye is ko sa.nvaaro ki sa.nvaare jaa.o
Kaleem Aajiz
Nazm
makan
kii ye diivaar buland, aur buland, aur buland
baam o dar aur, zaraa aur sa.nvaare ham ne
Kaifi Azmi
Ghazal
bigaa.D par hai jo tanqiid sab bajaa lekin
tumhaare hisse ke jo kaam the sa.nvaare bhii