SEARCH RESULTS
Showing search results for "सीना-सद-चाक"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "सीना-सद-चाक"
Ghazal
ek patthar rakh liyaa hai siina-e-sad-chaak par
zabt kaa pahra lagaayaa diida-e-namnaak par
Ashu Mishra
Ghazal
naGma aisaa bhii mire siina-e-sad-chaak me.n hai
KHauf se hashr bapaa gumbad-e-aflaak me.n hai
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
kiijiye shaana o aa.iina kii haalat pe nigaah
siina-sad-chaak ko.ii hai ko.ii hairaa.n un kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
siina sad-chaak karo dil se na aGraaz karo
qaid rahne do abhii dasht me.n zindaanii ko
Ali Muzammil
Ghazal
kyaa kyaa ulajhtaa hai tirii zulfo.n ke taar se
baKHiya-talab hai siina-e-sad-chaak shaana kyaa
Haidar Ali Aatish
PAGE MATCHES FOR "सीना-सद-चाक"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "सीना-सद-चाक"
Ghazal
rakkhaa hai use siina-e-sad-chaak me.n ik 'umr
TuuTii na kabhii Tiis kii zanjiir hamaarii
Mohammad Amir
Nazm
bewa ki KHud-kushi
dil sambhaltaa hii nahi.n hai siina-e-sad-chaak me.n
phuul saa chehra aTaa hai bevgii kii KHaak me.n
Kaifi Azmi
Ghazal
jo chashm ki hairaa.n hu.ii aa.iina hai us kii
jo siina ki sad chaak hu.aa shaana hai us kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHushbuu saa mai.n Gilaaf ke andar muqiim thaa
aur kho diyaa hai siina-e-sad-chaak ne mujhe
Anjum Saleemi
Ghazal
ha.nstaa hai mire siina-e-sad-chaak pe kyaa kyaa
vo jis ke garebaan me.n ik taar nahii.n hai
Shohrat Bukhari
Ghazal
bas ik saliiqa-e-tajsiim KHvaab thaa magar ab
sivaa.e siina-e-sad-chaak kuchh nishaa.n na rahaa
Abul Hasanat Haqqi
Kulliyat
durustii jeb kii itnii nahii.n hai ai naaseh
bane to siina-e-sad-chaak de silaa mujh ko