SEARCH RESULTS
Showing search results for "सोज़-ए-दरून-ए-काएनात"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "सोज़-ए-दरून-ए-काएनात"
Ghazal
Ahmad Shahryar
PAGE MATCHES FOR "सोज़-ए-दरून-ए-काएनात"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "सोज़-ए-दरून-ए-काएनात"
Ghazal
daruun-e-vaadii-e-shab 'aks-e-aaftaab to ho
ki injimaad me.n tahriik-e-inqalaab to ho
Qutub Sarshar
Ghazal
soz-e-daruun-e-siina ko naGmo.n me.n Dhaal kar
saaz-e-nafas ke taar ko barmaa rahaa huu.n mai.n
Ameen Hazin
Nazm
tapish-e-ishq ya tir ki garmi
qais aaKHir mar gayaa soz-e-daruun-e-ishq se
khaa ga.ii afsos us paude ko garmii khaad kii
ismatullah ismat beg
Ghazal
aa.nkho.n se ashk ban ke Tapaktaa hai ek roz
vo soz-e-Gam jo qalb-e-hazii.n me.n nihaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
dil ko bhii ab jalaa na de soz-e-jigar kahii.n
barbaad ho na jaa.e miraa ye bhii ghar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
dil me.n ta.Dap hai soz hai Gam hai malaal hai
ai jazb-e-shauq ye mirii qismat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
soz-e-ehsaas bahut hai ise kam-tar mat jaan
yahii sho.ala tujhe baaliida-nigaahii degaa