SEARCH RESULTS
Showing search results for "सोहबत-ए-अय्याम"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "सोहबत-ए-अय्याम"
Ghazal
ham baargah-e-vasl ke Thukraa.e hu.e log
ik sohbat-e-ayyaam thii so nazr-e-fuGaa.n thii
Amir Hamza Saqib
Ghazal
buu aane lagii tujh se bhii duniyaa kii mire yaar
kuchh roz mujhe sohbat-e-bad chaahiye merii
Aal-e-Umar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ek manzar par nazar Thahre to Thahre kis tarah
ham mizaaj-e-gardish-e-ayyaam le kar aa.e hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
MORE MATCHES FOR "सोहबत-ए-अय्याम"
Ghazal
aaj tak nazro.n me.n hai vo sohbat-e-raaz-o-niyaaz
apnaa jaanaa yaad hai teraa bulaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Arsh Sahbai
Ghazal
mujh pe hii KHatm hu.aa silsila-e-nauhagarii
is qadar gardish-e-ayyaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Nazm
dua
vo jinhe.n taab-e-giraa.n-baarii-e-ayyaam nahii.n
un kii palko.n pe shab o roz ko halkaa kar de
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
daaG-e-firaaq-e-sohbat-e-shab kii jalii hu.ii
ik sham.a rah ga.ii hai so vo bhii KHamosh hai