SEARCH RESULTS
Showing search results for ".hajb"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".hajb"
Ghazal
junuu.n kaa hajm ziyaada tumhaaraa zarf hai kam
zaraa saa gamlaa hai is me.n shajar lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Sher
yahaa.n kisii ko bhii kuchh hasb-e-aarzuu na milaa
kisii ko ham na mile aur ham ko tuu na milaa
Zafar Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
hai tavaaf-o-haj kaa ha.ngaama agar baaqii to kyaa
kund ho kar rah ga.ii momin kii teG-e-be-niyaam
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".hajb"
Ghazal
do-chaar sher aage us ke pa.Dhe to bolaa
mazmuu.n ye tuu ne apne kyaa hasb-e-haal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ya.anii ba-hasb-e-gardish-e-paimaana-e-sifaat
aarif hamesha mast-e-mai-e-zaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
'Gaalib' gar is safar me.n mujhe saath le chale.n
haj kaa savaab nazr karuu.ngaa huzuur kii
Mirza Ghalib
Ghazal
sab ko javaab degii nazar hasb-e-mudda.aa
sun liije sab kii baat na kiije kisii se aap