SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jaug"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".jaug"
Ghazal
roz milne pe bhii lagtaa thaa ki jug biit ga.e
ishq me.n vaqt kaa ehsaas nahii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".jaug"
Nazm
umid
vo sub.h kabhii to aa.egii
jis sub.h kii KHaatir jug jug se ham sab marmar ke jiite hai.n
Sahir Ludhianvi
Sher
roz milne pe bhii lagtaa thaa ki jug biit ga.e
ishq me.n vaqt kaa ehsaas nahii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
jauf-e-falak me.n KHaak bhii lazzat nahii.n rahii
jii chaahtaa hai terii jafaa.e.n uThaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
sahme sahme se baiThe hai.n raagii aur fankaar
bhor bha.e ab in galiyo.n me.n kaun sunaa.e jog
Nasir Kazmi
Nazm
ramaen ka ek sin
chhaTtii huu.n un se jog liyaa jin ke vaaste
kyaa sab kiyaa thaa mai.n ne isii din ke vaaste
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
kaTne chaudah baras hu.e the muhaal
goyaa ek ek jug thaa ek ik saal