SEARCH RESULTS
Showing search results for ".katl"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".katl"
Sher
ham aah bhii karte hai.n to ho jaate hai.n badnaam
vo qatl bhii karte hai.n to charchaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
vo qatl kar ke mujhe har kisii se puuchhte hai.n
ye kaam kis ne kiyaa hai ye kaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
PAGE MATCHES FOR ".katl"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".katl"
Ghazal
vo teG mil ga.ii jis se hu.aa hai qatl miraa
kisii ke haath kaa us par nishaa.n nahii.n miltaa
Kaifi Azmi
Ghazal
phir muqarrir ko.ii sargarm sar-e-mimbar hai
kis ke hai qatl kaa saamaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
un ke bhii qatl kaa ilzaam hamaare sar hai
jo hame.n zahr pilaate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
kis ko shikva hai gar shauq ke silsile
hijr kii qatl-gaaho.n se sab jaa mile
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
so shart ye hai jo jaa.n kii amaan chaahte ho
to apne lauh-o-qalam qatl-gaah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Ghazal
ai qaatilo.n ke shahr bas itnii hii arz hai
mai.n huu.n na qatl ko.ii tamaashaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Sher
kii mire qatl ke baa'd us ne jafaa se tauba
haa.e us zuud-pashiimaa.n kaa pashiimaa.n honaa