SEARCH RESULTS
Showing search results for ".kkhx"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".kkhx"
Nazm
jawab-e-shikwa
KHas o KHaashaak se hotaa hai gulistaa.n KHaalii
Gul-bar-andaaz hai KHuun-e-shohdaa kii laalii
Allama Iqbal
Ghazal
ham se durvesho.n ke ghar aa.o to yaaro.n kii tarah
har jagah KHas-KHaana o barfaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
MORE MATCHES FOR ".kkhx"
Ghazal
ye aql o dil hai.n sharar shola-e-mohabbat ke
vo KHaar-o-KHas ke liye hai ye niistaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
vaisii hii be-talab hai abhii merii zindagii
vo KHaar-o-KHas me.n aag lagaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
kyaa lutf ki mai.n apnaa pata aap bataa.uu.n
kiije ko.ii bhuulii hu.ii KHaas apnii adaa yaad
Jigar Moradabadi
Sher
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
bijlii huu.n nazar koh o bayaabaa.n pe hai merii
mere liye shaayaa.n KHas-o-KHaashaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
puuchhe hai kyaa vajuud o adam ahl-e-shauq kaa
aap apnii aag ke KHas-o-KHaashaak ho ga.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
tanqiid-e-husn maslahat-e-KHaas-e-ishq hai
ye jurm gaah gaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n