SEARCH RESULTS
Showing search results for ".mlf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".mlf"
Ghazal
KHataa maaf KHataa.e.n to ham se ho.ngii zaruur
ki ye to fitrat-e-aadam hai kyaa kiyaa jaa.e
Purnam Allahabadi
Ghazal
i-m-f ko samajhte hai.n ma'iishat kaa 'ilaaj
log al-kuhl ko khaa.nsii kii davaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
har ek jurm kii paataa rahaa sazaa lekin
har ek jurm zamaane kaa mai.n ne maaf kiyaa
Zeeshan Sahil
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".mlf"
Ghazal
tuu hii samajh samajh kar kar de maaf ham ko
teraa hisaab ham se kab paak ho sake hai
Meer Hasan
Nazm
sab se baDi ghalati
KHayaalo.n ne mujhe dhokaa diyaa
magar mai.n ne unhe.n maaf kar diyaa
Javed Shaheen
Sher
ajiib lutf kuchh aapas kii chhe.D-chhaa.D me.n hai
kahaa.n milaap me.n vo baat jo bigaa.D me.n hai
Insha Allah Khan Insha
Sher
bichha.D ke tujh se na dekhaa gayaa kisii kaa milaap
u.Daa diye hai.n parinde shajar pe baiThe hu.e
Adeem Hashmi
Sher
tere milaap bin nahii.n 'faa.ez' ke dil ko chain
jyuu.n ruuh ho basaa hai tuu us ke badan me.n aa
Faez Dehlvi
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
mai.n jiite-jii talak rahuu.n marhuun aap kaa
gar aaj qasd kiijiye mujh se milaap kaa