SEARCH RESULTS
Showing search results for ".mlf"
Nazm MATCHES FOR ".mlf"
Nazm
sab se baDi ghalati
KHayaalo.n ne mujhe dhokaa diyaa
magar mai.n ne unhe.n maaf kar diyaa
Javed Shaheen
Nazm
milap
aur ik jhankaar me.n do bichh.Dii ruuho.n kaa milaap
saamne hai.n jab ki aasaar-e-sahar
Abdul Majeed Bhatti
Nazm
hinDola
liye rubuubiyat-e-kaa.enaat kaa ehsaas
har ek jalve me.n Gaib o shuhuud kaa vo milaap
Firaq Gorakhpuri
Nazm
diwali
hu.aa milaap sabho.n me.n ga.ii dilo.n kii ruuTh
har ek haath, lage daanav aane sach aur jhuuT
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mujhe talash karo
hayaat-e-taaza hai merii shajar se meraa milaap
ki bas vahii mirii baaliidgii kaa mamba.a hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
nani-aman ki wafat par ek nazm
laag-lag len-den mel-milaap
puuchh-gachh rakh-rakhaav riit-rivaaj
Abdul Ahad Saaz
Nazm
october ishq ki hawa jaisa hai
ik sabz rang kaa milaap hai
suuraj apnii raushnii kii safedii ko utaar kar
Omainuz Zahra Sayyad
Nazm
eid aai hai eid aai hai
hinduu muslim milaap hai paiham
des apnaa dilo.n kaa hai sangam
Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem
Nazm
professor
aur sub.h ko vo chand kitaabo.n kaa mu.allif
naashir se taqaazaa-e-commission me.n milegaa
Raza Naqvi Vahi
Nazm
talluq-o-taaruf
ye bhii hai ik milaap kaa pahluu
KHaamushii baat hii kii suurat hai