SEARCH RESULTS
Showing search results for ".okri"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".okri"
Sher
shikast-e-zindagii vaise bhii maut hii hai naa
tuu sach bataa ye mulaaqaat aaKHrii hai naa
Afzal Khan
Ghazal
aaKHrii hichkii lenii hai ab aa jaa.o
ba.ad me.n tum ko kaun bulaane vaalaa hai
Zubair Ali Tabish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".okri"
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
vo ek tarz-e-suKHan kii KHushbuu
vo ek mahkaa hu.aa takallum
Tariq Qamar
Ghazal
tuu ne bhii to dekhii thii vo jaatii hu.ii duniyaa
kyaa aaKHrii lamho.n me.n biimaar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
ye duniyaa nafrato.n ke aaKHrii stage pe hai
ilaaj is kaa mohabbat ke sivaa kuchh bhii nahii.n hai
Charan Singh Bashar
Ghazal
aaKHrii vaqt me.n jiine kaa sahaaraa hai yahii
terii yaado.n se baGaavat bhii nahii.n kar sakte
Abbas Dana
Sher
pasiina maut kaa maathe pe aayaa aa.ina laa.o
ham apnii zindagii kii aaKHrii tasviir dekhe.nge
Unknown
Naat
bane ai kaash us dam saaz-e-hastii aaKHrii hichkii
farishte naGma-e-salle-alaa jab gungunaate ho.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
aaKHrii hichkii se pahle chaara-gar se puuchh luu.n
jo nazar aataa nahii.n rishta kahaa.n le jaa.egaa
Qamar Jalalabadi
Nazm
haarun ki aaKHri nasihat
ہاروں نے کہا وقت رحيل اپنے پسر سے
جائے گا کبھي تو بھي اسي راہ گزر سے
Allama Iqbal
Ghazal
aaKHrii baar mujhe dekhnaa jaate jaate
suukhii aa.nkho.n se miraa sail-e-ma.aanii pa.Dhnaa
Dinesh naaidu
Nazm
zindagi ki kitab ka aaKHri safha
dekhte hii dekhte kashtii zamiin se jaa milii
abhii to aur samundar Dhonaa thaa






