SEARCH RESULTS
Showing search results for ".paep"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".paep"
Sher
Jaleel 'Aali'
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Muztar Khairabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".paep"
Ghazal
paa-e-kuubaa.n ko.ii zindaa.n me.n nayaa hai majnuu.n
aatii aavaaz-e-salaasil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Sher
ham labo.n se kah na paa.e un se haal-e-dil kabhii
aur vo samjhe nahii.n ye KHaamushii kyaa chiiz hai
Nida Fazli
Ghazal
bebasii bhii kabhii qurbat kaa sabab bantii hai
ro na paa.e.n to gale yaar se lag jaate hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
abr-e-gurez-paa ko barasne se kyaa Garaz
siipii me.n ban na paa.e guhar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Sher
a.ng.Daa.ii bhii vo lene na paa.e uThaa ke haath
dekhaa jo mujh ko chho.D diye muskuraa ke haath
