SEARCH RESULTS
Showing search results for ".taud"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".taud"
Ghazal
tirii naazukii se jaanaa ki ba.ndhaa thaa ahd bodaa
kabhii tuu na to.D saktaa agar ustuvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
lo aaj ham ne to.D diyaa rishta-e-umiid
lo ab kabhii gila na kare.nge kisii se ham
Sahir Ludhianvi
PAGE MATCHES FOR ".taud"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".taud"
Ghazal
ab apne taur hii me.n nahii.n tum so kaash ki
KHud me.n KHud apnaa taur ko.ii dam mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
'kaif' pardes me.n mat yaad karo apnaa makaa.n
ab ke baarish ne use to.D giraayaa hogaa
Kaif Bhopali
Sher
Hafeez Jalandhari
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
to.D kar rasm kaa but band-e-qadaamat se nikal
Kaifi Azmi
Ghazal
falak se taur qayaamat ke ban na pa.Dte the
aKHiir ab tujhe aashob-e-rozgaar kiyaa