SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tifa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".tifa"
Sher
shah-zor apne zor me.n girtaa hai misl-e-barq
vo tifl kyaa giregaa jo ghuTno.n ke bal chale
Mirza Azeem Beg 'Azeem'
Mazahiya
tifl me.n buu aa.e kyaa maa.n baap ke atvaar kii
duudh to Dibbe kaa hai ta.aliim hai sarkaar kii
Akbar Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".tifa"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii kii auj-gaaho.n se utar aate hai.n ham
sohbat-e-maadar me.n tifl-e-saada rah jaate hai.n ham
Allama Iqbal
Sher
kachre se uThaa.ii jo kisii tifl ne roTii
phir halq se mere ko.ii luqma nahii.n utraa
Badr Muneer
Nazm
nau-jawan se
sadaa-e-tiisha-e-mazduur hai tiraa naGma
tuu sa.ng-o-KHisht se cha.ng-o-rubaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
phir tifl-e-dil hai daulat-e-duniyaa pe girya-baar
aur mere paas ko.ii khilaunaa nahii.n hai aaj