SEARCH RESULTS
Showing search results for ".zomi"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".zomi"
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
unhe.n savaal pe zom-e-junuu.n hai kyuu.n la.Diye
hame.n javaab se qat-e-nazar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
havaa ko dekh ke 'jaalib' misaal-e-ham-asraa.n
bajaa ye zom hamaaraa nahii.n badalte ham
Habib Jalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".zomi"
Ghazal
mujh saa be-maaya kahaa.n aur kahaa.n zom-e-kalaam
ai mire rabb-e-suKHan terii ataa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
na tum ko KHud pe bharosa na ham ko zom-e-vafaa
na e'tibaar-e-jahaa.n hai qariib aa jaa.o
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
us se mile to zom-e-takallum ke baavajuud
jo soch kar ga.e vahii aksar nahii.n kahaa
Ahmad Faraz
Ghazal
zo'm kitnaa karte ho ik charaaG par apne
aur havaa ke chalne me.n der kitnii lagtii hai
Noshi Gilani
Ghazal
tasavvuraat me.n vo zoom kar rahaa thaa mujhe
bahut shadiid tavajjoh kaa saamnaa thaa mujhe
Inaam azmi
Ghazal
Umar Ansari
Ghazal
aksar ba-zom-e-tark-e-mohabbat KHudaa gavaah
guzraa chalaa gayaa huu.n dayaar-e-habiib se
Shakeel Badayuni
Ghazal
jinhe.n rahtaa thaa zo'm-e-dil-faroshii
unhe.n ab ke KHasaara ho gayaa hai