SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gaarat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "Gaarat"
Ghazal
chaman pe Gaarat-e-gul-chii.n se jaane kyaa guzrii
qafas se aaj sabaa be-qaraar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
luT ke bhii KHush huu.n ki ashko.n se bharaa hai daaman
dekh Gaarat-gar-e-dil ye bhii KHazaane mere
Ahmad Faraz
Nazm
ye fasl umidon ki hamdam
ye fasl umiido.n kii hamdam
is baar bhii Gaarat jaa.egii
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
baaraa
बाराبارا
Sanskrit
big leech, wind, storm, bucket used for this purpose, lifting with a lever of irrigation water in buckets from a well, lever-lift irrigation, process of wire-drawing using a perforated plate of steel
ibaarat
इबारतاِبارَتْ
Arabic
برباد کرنا، تباہ کرنا
MORE MATCHES FOR "Gaarat"
Ghazal
mujhii ko taana-e-Gaarat-garii na de pyaare
ye naqsh mai.n ne tire haath se miTaayaa thaa
Zafar Iqbal
Nazm
raaten sachchi hain din jhuTe hain
maah o saal ke Gaarat-gar se merii Thanii hai
merii jaan par aan banii hai
Jaun Eliya
Nazm
o des se aane wale bata
vo Gaarat-e-iimaa.n kaisii hai
bachpan me.n jo aafat Dhaatii thii
Akhtar Shirani
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ghar me.n thaa kyaa ki tiraa Gam use Gaarat kartaa
vo jo rakhte the ham ik hasrat-e-taamiir so hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Gaarat-gar-e-naamuus na ho gar havas-e-zar
kyuu.n shaahid-e-gul baaG se baazaar me.n aave

