SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gam-KHvaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "Gam-KHvaar"
Nazm
mere gham-KHwar
ye jo mire Gam-KHvaar hai.n yaaro
bahut ba.De makkaar hai.n yaaro
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
manzuur-e-nazar hai dil-e-Gam-KHvaar tumhaaraa
jo yaar hamaaraa hai vahii yaar tumhaaraa
Jigar Biswani
Ghazal
aag lau dene lagii saaya-e-Gam-KHvaar ke paas
mehr-e-naa-diida ko.ii hai dar-o-diivaar ke paas
Rafiuddin Raz
Ghazal
Ghulam Mustafa Faraz
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
Gam-KHvaarii
ग़म-ख़्वारीغَم خواری
Arabic, Persian
affliction, sorrow, sympathy, commiseration, condolence, comfort,
BOOKS MATCHES FOR "Gam-KHvaar"
MORE MATCHES FOR "Gam-KHvaar"
Ghazal
badle badle mire Gam-KHvaar nazar aate hai.n
marhale 'ishq ke dushvaar nazar aate hai.n
Shakeel Badayuni
Sher
ai mire muunis o Gam-KHvaar mujhe marne de
baat ab hukm kii ta.amiil tak aa pahu.nchii hai
Misdaque Azmi
Rubai
kaafir ko hai bandagii buto.n kii Gam-KHvaar
momin ke liye bhii hai KHudaa-e-Gaffar
Ismail Merathi
Naat
mere aaqaa mire Gam-KHvaar zaraa ek nazar
huu.n musiibat me.n giraftaar zaraa ek nazar
Brijes Talat Nizamii
Ghazal
sabhii kahe.n mire Gam-KHvaar ke alaava bhii
ko.ii to baat karuu.n yaar ke alaava bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
sub.h baalii.n pe ye kahtaa hu.aa Gam-KHvaar aayaa
uTh ki fariyaad-ras-e-aashiq-e-biimaar aayaa
Josh Malihabadi
Ghazal
tere Gam-KHvaar kaa ma.amuul KHudaa hii jaane
kis qadar rahtaa hai mashGuul KHudaa hii jaane
Aasi Faiqi
Ghazal
KHaraab-haalo.n me.n Gam-KHvaar baate.n karte hai.n
kyaa vaqt hai ki mire yaar baate.n karte hai.n
Shokh Ji
Ghazal
ek ek kar ke so ga.e Gam-KHvaar raat ko
ye harf-e-nuur hii rahe bedaar raat ko
Hamidi Kashmiri
Sher
rahbar bhii ye hamdam bhii ye Gam-KHvaar hamaare
ustaad ye qaumo.n ke hai.n me.amaar hamaare