SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gam-KHvaar"
Ghazal MATCHES FOR "Gam-KHvaar"
Ghazal
manzuur-e-nazar hai dil-e-Gam-KHvaar tumhaaraa
jo yaar hamaaraa hai vahii yaar tumhaaraa
Jigar Biswani
Ghazal
aag lau dene lagii saaya-e-Gam-KHvaar ke paas
mehr-e-naa-diida ko.ii hai dar-o-diivaar ke paas
Rafiuddin Raz
Ghazal
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
badle badle mire Gam-KHvaar nazar aate hai.n
marhale 'ishq ke dushvaar nazar aate hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
sabhii kahe.n mire Gam-KHvaar ke alaava bhii
ko.ii to baat karuu.n yaar ke alaava bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
sub.h baalii.n pe ye kahtaa hu.aa Gam-KHvaar aayaa
uTh ki fariyaad-ras-e-aashiq-e-biimaar aayaa
Josh Malihabadi
Ghazal
tere Gam-KHvaar kaa ma.amuul KHudaa hii jaane
kis qadar rahtaa hai mashGuul KHudaa hii jaane
Aasi Faiqi
Ghazal
KHaraab-haalo.n me.n Gam-KHvaar baate.n karte hai.n
kyaa vaqt hai ki mire yaar baate.n karte hai.n
Shokh Ji
Ghazal
ek ek kar ke so ga.e Gam-KHvaar raat ko
ye harf-e-nuur hii rahe bedaar raat ko
Hamidi Kashmiri
Ghazal
insaan ho.n to qaum ke Gam-KHvaar bhii rahe.n
zinda tamaam logo.n ke kirdaar bhii rahe.n
Sarita Jain
Ghazal
na puuchh ai mire Gam-KHvaar kyaa tamannaa thii
dil-e-hazii.n me.n bhii aabaad ek duniyaa thii
Gulnar Aafreen
Ghazal
ghar me.n nazar aatii nahii.n Gam-KHvaar kii suurat
takte hai.n pa.De ham dar-o-diivaar kii suurat
Mahmood Rampuri
Ghazal
ham KHushii saamne Gam-KHvaar ke rakh dete hai.n
ha.ns ke do bol bhii phir pyaar ke rakh dete hai.n
Ahmed Arsalan
Ghazal
dilbar kaa kyaa gila ko.ii Gam-KHvaar bhii nahii.n
pahluu me.n aaj to dil-e-biimaar bhii nahii.n
Nasiri Lakhnavi
Ghazal
sochte rahnaa yahii Gam-KHvaar se ho kar alag
ko.ii tanhaa rah gayaa 'ansaar' se ho kar alag
Qazi Ansar
Ghazal
Hira Nand Soz
Ghazal
milte nahii.n hai.n jab hame.n Gam-KHvaar ek do
phirte hai.n haath me.n liye aKHbaar ek do
Sadaf Jafri
Ghazal
dildaar mile.nge yahaa.n Gam-KHvaar mile.nge
sachchaa.ii ke lekin na taraf-daar mile.nge