SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHud-pasandii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHud-pasandii"
Nazm
zamin-zad
junuun-e-hakimiyyat KHud pasandii kaa ye laavaa
kyuu.n ubaltaa aur bahtaa jaa rahaa hai
Saleem Figar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "KHud-pasandii"
Ghazal
KHud-pasandii hai tumhaarii bazm me.n
daad apne fan kii ham yaa.n paa.e.n kyaa
Manzoor Ali aaqib
Nazm
selfi
kitnii sadiyo.n se apnii hii ulfat me.n gum
KHud-pasandii ke maare hu.e log the
Salman Sarwat
Ghazal
KHud-pasandii kaa ajab vahm thaa sab par taarii
jaise ko.ii bhii kisii kaa na yahaa.n saanii thaa
Ain Tabish
Ghazal
vaqt us se chhiin legaa KHud-pasandii kaa Guruur
haa.n yaqiinan vo KHudaa ban kar bahut pachhtaa.egaa
Krishn Adeeb
Ghazal
mujh ko KHalvat me.n bhii tum yaad nahii.n aate ho
KHud pasandii se buraa ko.ii nahii.n hotaa hai
Ashu Mishra
Ghazal
aa.ine viiraa.n-nigaahii kaa sabab ban jaa.e.nge
KHud-pasandii kaa junuu.n taab-e-nazar le jaa.egaa
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
KHud-pasandii kaa nasha aisaa nasha hai 'ahmad'
mai.n ne jis jis ko bhii dekhaa vahii KHuugar niklaa