SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHudaa-raa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHudaa-raa"
Ghazal
baad-e-sabaa ye zulm KHudaa-raa na kiijiyo
is bevafaa se zikr hamaaraa na kiijiyo
Hafeez Merathi
Ghazal
KHud ko duniyaa me.n na uljhaa.o KHudaa-raa mohsin
us ke paiGaam kaa samjho to ishaaraa mohsin
Asra Rizvi
Ghazal
ham aadmii hai.n KHudaa-raa hame.n KHudaa na kaho
magar KHudaa ke sivaa aadmii ko kyaa na kaho
Mahmood-ul-Hasan
Ghazal
KHudaa-raa aa ke mirii lo KHabar kahaa.n ho tum
mire habiib mire chaara-gar kahaa.n ho tum
Yaseen Zameer
Sher
Mardan Ali Khan Rana
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "KHudaa-raa"
Nazm
hamara bakra
chor-uchakko.n se hifaazat ke liye
baa.ndh kar rakhiye KHudaa-raa bakraa
Shaheen Iqbal Asar
Ghazal
naza.a me.n hichkii nahii.n aa.ii mujhe
bhuulne vaale KHudaa-raa yaad kar
Ehsan Danish Kandhlvi
Nazm
takmil
''KHud ko saabit karo KHudaa-raa nahii.n to mai.n miT jaa.uu.ngaa!
hamaarii takmiil zaruurii hai''
Naina Adil
Nazm
ilm ki zarurat
ye hai kaar-e-aham do chaar is ko kar nahii.n sakte
KHudaa-raa tum bhii apne farz kaa ehsaas farmaa.o
Ahmaq Phaphoondvi
Mazahiya
KHudaa-raa bataa.o kahaa.n bhaag jaa.uu.n
mai.n is Dhe.Dh aane me.n kyaa kyaa banaa.uu.n
Haji Laq Laq
Nazm
KHidmat-e-watan
KHudaa-raa is nizaa-e-baahamii ko KHatm farmaa do
zaraa socho ki tum par kis qadar ilzaam aataa hai
Ahmaq Phaphoondvi
Mazahiya
kaun tere liye darzii se Garaara laayaa
vaasta de ke Gariibii kaa KHudaa-raa laayaa
Majeed Faza
Ghazal
kahii.n dekhaa hai is hai.at kaa ma.ashuuq
nazar kiijo muslimaanaa.n! KHudaa-raa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
kahii.n dekhaa hai is hai.at kaa ma.ashuuq
nazar kiijo muslimaanaa.n! KHudaa-raa
Mushafi Ghulam Hamdani
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
to mujh ko KHudaa raa Galat mat samajhnaa
ki merii zaruurat ho tum bahut KHuub-suurat ho tum
Tahir Faraz
Ghazal
tanhaa.iyo.n kaa zahr badan me.n utar na jaa.e
milne kii apne ko.ii KHudaa-raa sabiil likh